Skip to product information
1 of 7

Prima Bazaar

All-Purpose Clothing Stain Cleaner – Removes Coffee, Wine & Oil Stains in Seconds! BUY 1 GET 1 FREE

All-Purpose Clothing Stain Cleaner – Removes Coffee, Wine & Oil Stains in Seconds! BUY 1 GET 1 FREE

Regular price Rs. 599.00 INR
Regular price Rs. 1,199.00 INR Sale price Rs. 599.00 INR
Sale Sold out

🚨 BUY 1 GET 1 FREE – GET 2 PRIMA BAZAAR CLOTHING STAIN CLEANER BOTTLES & TACKLE EVERYDAY FABRIC STAINS WITH EASE! 🚨


Key Features

  • Buy 1 Get 1 Free
  • Pack of 2 bottles
  • Helps loosen dirt, oil and everyday fabric stains
  • Suitable for coloured and white washable fabrics
  • Non-bleach fabric-cleaning formula
  • Easy to apply and use
  • Suitable for regular household fabric care

  • How to Use
  • Apply a small amount to the stained area, gently rub with a soft cloth or brush, leave briefly as directed on the label, and then wash or wipe clean.Always patch-test on a hidden area before full use and follow the product-label instructions.Buy 1 Get 1 Free – Get 2 Prima Bazaar Clothing Cleaner Bottles in One Pack!
View full details
  • 5 stars: 9 (60%)
  • 4 stars: 6 (40%)
  • 3 stars: 0 (0%)
  • 2 stars: 0 (0%)
  • 1 star: 0 (0%)
R
Roshninawal

Maine ye stain remover liquid ghar ke kapdon ke liye mangwaya tha Ghar mein khana banate waqt kabhi na kabhi tel sabzi ya masale ke daag kapdon par lag jaate the Pehle main normal detergent se hi wash karti thi lekin kuch stains wash ke baad bhi reh jaate the Is baar ek shirt par oil ka purana daag tha to maine is liquid ko directly stain wali jagah par lagaya aur thodi der ke liye chhod diya Uske baad normal tarike se kapda wash kiya Daag kaafi halka ho gaya aur kapda bhi achhe clean ho gaya Use karna bhi simple hai isliye ghar ke daily use ke liye mujhe useful laga

r
rajehs chouhan

Maine ye stain remover liquid ghar ke daily use ke liye mangwaya tha. Ghar mein kapdon par chai, coffee ya khane ke daag lagna normal hai aur kai baar washing ke baad bhi daag reh jaata hai. Maine is liquid ko ek shirt ke coffee ke stain par use kiya. Thoda liquid stain par lagaya, kuch der chhoda aur phir kapda wash kar diya. Daag kaafi had tak nikal gaya. Use karna bhi bahut easy hai aur zyada mehnat nahi karni padti. ye product worth it hia

R
Raveena jangid

very very usefull kamal ka product hai ye sare daag badi hi aasani se nikal jate hain

M
Meri dsouza

very very usefull product kitchen ke sare stain ke reomve kar deta hai ye liquid stainer

P
P deshmukh

bade hi kaam ka liquid hai ye isne mere kapdo ke sare daag nikal diye vo bhi bina kisi mehnat ke apratim

M
Maithali das

very uefull ye liquid icecream ke stain ko bhi gayab kar deta hai bade hi kaam ki cheez hai ye

Y
Yashika singh rajput

Meri white dress pe matcha gir gayi thi and I literally thought ab ye dress gayi 😭 but mene ye stain remover lagaya and wash kiya to stain gayab honestly itna expectation nahi tha but kaam aa gaya 😭

A
Anjali patil

Mera 14 mahine ka bachcha bed par susu kar gaya tha aur bedsheet par kaafi bada daag reh gaya Normal wash ke baad bhi halka yellow mark dikh raha tha to mene ye liquid norder kiya isek 1 hi use me mujhe result mil gaye Chhote bachche ke ghar mein ye liquid bahut kaam aate hain ab mian ise ghar ke sabhi daag wale kapdo par use karti hun

R
Rakesh Shukal

Office jaate time meri light colour shirt par pen ki ink lag gayi thi iss karan mere 4 se 5 shirts kharab ho gaye the or fire mere girlfriend ne ye mujhe recommend kiya ye product vakai usefull nikla isne mere shirts or blazer ke daag remove kar diye

V
Vaishali jha

Mere coffee colour ke bag par tiffin ke oil ke daag aur pen ki ink ke marks kaafi ho gaye the Ye liquid use kiya to dono stains kaafi light ho gaye aur bag bhi pehle se clean lagne laga

K
Kamlesh vaishnav

Main bahar city mein job karta hoon aur kapdon ka itna dhyan nahi rakh pata hoon Meri kuchh shirts par khane ka daag lag gaya tha to maine mummy ko bataya Mummy ne mere liye ye stain remover liquid order kar diya aur bola pehle isse try ise use karte hi mere shirts ke daag invisible ho gaye Mummy ne sahi cheez bheji is baar warna main to shirt ko side mein hi rakh deta

C
C.A. Raj Chandani

Main bahar city mein job karta hoon aur kapdon ka itna dhyan nahi rakh pata hoon kuchh shirts par khane ka daag lag gaya tha to maine mummy ko bataya Mummy ne mere liye ye stain remover liquid order kar diya aur bola pehle isse try karna really ye liquid bahut usefull nikla my each and every penny is worth it for this product so usefull

A
Akshra

pichle mahine lunch ke time dining table par galti se daal gir gayi thi aur table par peela sa daag reh gaya normal kapde se saaf kiya lekin stain poori tarah nahi gaya Phir maine ye stain remover liquid thoda sa lagaya aur kuch der baad wipe kiya daag kaafi easily nikal gaya aur table dobara clean lagne laga ghar mein bachchon ya khana khate time aise chhote mote stains ho hi jaate hain isliye ye kaafi useful laga is cleaner ne meri dinning table ke cloeth bach liya

H
Himani rajput

kuchh din pehle meri light blue top par momo ki chutney gir gayi thi aur ekdum se noticeable red stain ban gaya tha Pehle laga ab top kharab ho gayi aur ghar jaakar normal wash kiya lekin daag nahi nikla Phir maine ye stain remover liquid stain par lagaya aur thodi der baad wash kiya Daag clean ho gaya aur top dobara pehenne layak lagne lagi Ab bahar khate time chutney girne ka thoda kam tension rahega ye liquiid bahut hi jyada kaam ka hai

G
Gayatri goyal

Meri yellow shirt par pen ki ink galti se gir gayi thi aur ink thodi zyada fail gayi thi Maine pehle normal detergent se wash kiya lekin daag poori tarah nahi nikla Phir maine ye stain remover liquid ink wali jagah par lagaya aur thodi der baad shirt ko normal tarike se wash kiya Dag kaafi halka ho gaya aur shirt dobara pehenne layak lagne lagi Ghar mein kapdon par aise chhote mote stains ho jaate hain isliye ye liquid useful laga vakai ye pordacrt bahut achhaa hee